Monday, September 29, 2008

medicines work befor

love is possible after friendship but friendship is not possible after love bcoz medicines work befor deth later nothing can be cured..!!!
SMS by:-Hani

7 comments:

istu said...

hr ishq me aisa mod kyu aata he , ek sathi dusre ko tanha kyo chhod jata he, janmo tk sath nibhane vaala pyar kisi ki khatir apno ka dil kyo tod jaata hai,

istu said...

hr ishq me aisa mod kyu aata he , ek sathi dusre ko tanha kyo chhod jata he, janmo tk sath nibhane vaala pyar kisi ki khatir apno ka dil kyo tod jaata hai,

istu said...

Chupke chupke rat din uska bartan manjvana yaad hai..
Humko aab tak kapdey doney ka woh Zamana yaad hai..

Doppher ki dhoop mein kaprey sukhaney ke liye..
Woh mera khothey pe bhi nangey paoon jana yaad hai..

Aa gaya jab sunday ki shab bhi kabhi zikr-e-shopping..
Woh mera meri biwi se, ATM card chupana yaad hai..

Saas sasur ki doston ab kya sunao dastaan..
sasuraal na janey ka mujhey har ik bhana yaad hai..

Daru pee ke jab bhi ghar mein aana para mujhey..
Woh mera dantoon taley, illaichi chabana yaad hai..

Dekh liya jab bhi kabhi rastey mein kissi dusri ladki ko..
Biwi ke gussey ko dekh ker mera tarthrana yaad hai..

Wakt-e-rukhsat office, Ab bhi yaad aata hai Mujhy..
biwi ke pars se car ki chabi churana yaad hai..

Secound show dekh kar woh mera raat ko ghar deer say Ana..
Biwi ka gussay se darwaza na kholna yaad hai..

Jub Kabhi Itifaqan taway pey roti jal janay per..
Woh mera tere belan se sir phorwana yaad hai..

Jub kabhi tuj se teree umar poochnay per who tera duppatay main..
Sharmana aur 34 ko 17 bata tey huey muskurana yaaad hai..

Apni umar chupanay ke liyah who tera munnay ko peetna..
Aur Tujhe Mummy nahi baaji bulanay ko kahna yaad hai..

Haftey baad hi muhh utha ker meihkey cley jana tera..
Aur mera ghar mein jaddu pochaa lagana yaad hai..

Khinch lena woh tera salary ka lifafa dafataan..
Aur tera beautyparlor pe woh passey udana yaad hai..

Yaad hai begum ab bhi woh tera belan se mujhey pitna..
Aur baad pitney ke tera woh marham lagana yaad hai..

Aaye din saley saliyooN ka aana ghar pe mere..
Woh tera unkey samney mujhey murga bnana yaad hai..

Shukr hai 'HumTum' teri shaadi nhi hui abhi..
Shaadi shuda YarooN ka woh, rona rulana yaad hai..!!

istu said...

Usse apne farda ki fikar thi,wo jo mera waqif-e-hal tha..
Wo jo oss ki subah urooj thi wohi mera waqt-e-zawal tha..

Mrea darad kese wo janta meri bat kese wo mannta..
Wo tu khud dafna k safar main tha usse rokna bhi mahal tha..

Wo jo uss k samne aa gaya wohi roshni main naha gaya..
Aajab uss ki hebat-e-husan thi aajab uss ka rang jamal tha..

Dam-e-wapsi are kya howa na wo roshni na wo tazgi..
wo sitara kese bikhar gaya wo tu aap apni misal tha..

Kahan jao gai mujhe chor k main ye poch poch k thak gaya..
Wo jawab mujh ko na de saka wo tu khud sarapa sawal tha..

Wo mila tu sadiyun k bad bhi mere lab pe koi gila na tha..
Usse meri chup ne rula diya jise guftogo main kamanl tha..

Wo jo mujh se mil k tha roo diya fakat itna hi mujh se keh saka..
Jise samajhta tha main zindagi wo tu srif wehm o khayal tha..!!

istu said...

Duniya Se mujhay Pyar Tha Sab bhool ChuKa hoon..
Ek Shakhas mera yaar tha Sab Bhool chuKa hon..

Woh HiJer Ki raaton K Sulgatay huye Lamhay..
AanKhon pay Koi baar Tha Sab Bhool ChuKa hoon..

Haan meri Khata Thi K Tujhay Toot K Chaha..
Haan! Main hi Gunah-e-Gaar Tha Sab Bhool Chuka hon..

Yah Kis nay mujhay Dhoop Ka eK Roop Dia hay..
Main Saya-e-Deewar Tha Sab bhool ChuKa hoon..

Aab Ghum Mujhay demaK Ki terah Chaat rahay hain..
Main Khushiyon Se Sir Shaar tha Sab Bhool ChuKa hoon..

Bhijwata Tha tuJh ko Kabhe Churri Kabhe Kangan..
Main Kitna KhanaK-daar tha Sab Bhool ChuKa hoon..

aanKhain Shab-e-Furqat main raha Kerti thein Pur-Num..
Main teera Talab-Gaar Tha Sab Bhool ChuKa hoon..

Baas Itna muJhay yaad hay eK wasal Ki shab Thi..
Iqrar Tha, Inkaar Tha Sab bhool ChuKa hoon..

Sach maan K aab Kuch bhi mujhay yaad nahi hay..
Tu Kis Ka terf-daar Tha Sab Bhool Chuka hoon..

istu said...

Zindagi Mei Intizar Ki adat nahi jati..
Har ek pay itibar ki adat nahi jati..

Apni sabhi Kushi may hanstay rahay pher bhi..
Ankhain rahi you nam yai adat nahi jati..

Agay jo kabhi jaiay to peachay na dekhina..
Lakin palit kay dekhinay ki adat nahi jati..

Har gam par milay gi manzil mujhay kha..
Musalsal safer karnay ki ye adat nahi jati..

Bikta hay her gam par insan ka wujood..
Phir bhi kiya yaqeen ye adat nahi jati..

Janay kha hay woh janay kha hoin main..
Us Ko pukarnay ki ye adat nahi jati..

Ankhoo may ratjagoo kay siwa kuch nahi mila..
Khwaboo may hum ko rahnay ki adat nahi jati..

Mahfil may rahain yai rahain dosto kay pass..
Kudhmay rahain hum tanha ye adat nahi jati..

istu said...

Mujhey talash hai uski jo merey jaisa ho..

Merey khulus ko pehchanta ho bus kafi hai..
Who koi bhi ho, kahin bhi ho, kesa bhi ho..

Meri khatir marney ka hosla bhi rkhta ho..
Agar kabhi rooth jaoon mein us sey to..

Muskra key manayee, woh aisa ho..
Jo baat karey to woh nibha bhi sakey..

Iradon mein wo...h apney chatanon jaisa ho..
Dukhon mein hansney ka hunar janta ho..

Ik aisa hamsafar jo samandar kitarah gahrah ho..
Us key pyaar ki thandak ho merey liye aisi..
Key woh to bilkul aasman key chand jaisa ho..

Woh sirf mera ho, jo nigahon mein haya rakhta ho..
Umar bhar saath chalney ka azam-e-wafa rakhta ho..

Na who farishta ho na farishtey jaisa ho..
Mujhey talash hai uski jo merey jaisa ho..